Suna Hai Log Usay Aankh Bhar K Dekhte Hain Ahmad Faraz Ghazals Download In Urdu Text | Ahmad Faraz Poetry & Urdu Ghazals

Suna Hai Log Usay Aankh Bhar K Dekhte Hain Ahmad Faraz Ghazals Download In Urdu Text, Urdu Ghazal Suna Hai Log Usay Aankh Bhar K Dekhte Hain, Ghazal Suan Hai Log Usay Aankh Bhar K Dekhte Hain, Suna Hai Log Usay Poetry, Suna Hai Log Usay Poetry In Urdu, Suna Hai Log Usay Ankh, Suna Hai Log Usay Poetry English Translation, Suna Hai Log Usay Ankh Bhar K Dekhte Lyrics, Suna Hai Log Usay Full Ghazal, Suna Hai Log Usay Lyrics In Urdu, Suna Hai Log Usay Poetry In English, Ahmad Faraz Ghazal Suna Hai Log Usay Ankh Bhar K Dekhte Hain, Ahmad Faraz Poetry, Ahmad Faraz Poetry In Urdu, Ahmad Faraz Sad Poetry In Urdu, Ahmad Faraz Ghazals, Ahmad Faraz Sad Poetry In Urdu Text, Best Urdu Ghazals, Best Sad Ghazals

Suna-Hai-Log-Usay-Aankh-Bhar-K-Dekhte-Hain-Ahmad-Faraz-Ghazals

سنا ہے لوگ اُسے آنکھ بھر کے دیکھتے ہیں

تو اُس کے شہر میں کچھ دن ٹھہر کے دیکھتے ہیں

سُنا ہے ربط ہے اُس کو خراب حالوں سے

سو اپنے آپ کو برباد کر کے دیکھتے ہیں

سنا ہے درد کی گاہک ہے چشم ناز اس کی

سو ہم بھی اس کی گلی سے گزر کے دیکھتے ہیں

سنا ہے اس کو بھی ہے شعر و شاعری سے شغف

سو ہم بھی معجزے اپنے ہنر کے دیکھتے ہیں

سنا ہے بولے تو باتوں سے پھول جھڑتے ہیں

یہ بات ہے تو چلو بات کر کے دیکھتے ہیں

سنا ہے رات اسے چاند تکتا رہتا ہے

ستارے بام فلک سے اتر کے دیکھتے ہیں

سنا ہے دن کو اسے تتلیاں ستاتی ہیں

سنا ہے رات کو جگنو ٹھہر کے دیکھتے ہیں

سنا ہے حشر ہیں اس کی غزال سی آنکھیں

سنا ہے اس کو ہرن دشت بھر کے دیکھتے ہیں

سنا ہے رات سے بڑھ کر ہیں کاکلیں اس کی

سنا ہے شام کو سائے گزر کے دیکھتے ہیں

سنا ہے اس کی سیہ چشمگی قیامت ہے

سو اس کو سرمہ فروش آہ بھر کے دیکھتے ہیں

سنا ہے اس کے لبوں سے گلاب جلتے ہیں

سو ہم بہار پہ الزام دھر کے دیکھتے ہیں

سنا ہے آئنہ تمثال ہے جبیں اس کی

جو سادہ دل ہیں اسے بن سنور کے دیکھتے ہیں

سنا ہے جب سے حمائل ہیں اس کی گردن میں

مزاج اور ہی لعل و گہر کے دیکھتے ہیں

سنا ہے چشم تصور سے دشت امکاں میں

پلنگ زاویے اس کی کمر کو دیکھتے ہیں

سنا ہے اس کے بدن کی تراشی ایسی ہے

کہ پھول اپنی قبائیں کتر کے دیکھتے ہیں

وہ سرو قد ہے مگر بے گل مراد نہیں

کہ اس شجر پہ شگوفے ثمر کے دیکھتے ہیں

بس اک نگاہ سے لٹتا ہے قافلہ دل کا

سو رہروان تمنا بھی ڈر کے دیکھتے ہیں

سنا ہے اس کے شبستاں سے متصل ہے بہشت

مکیں ادھر کے بھی جلوے ادھر کے دیکھتے ہیں

رکے تو گردشیں اس کا طواف کرتیں ہیں

چلے تو اس کو زمانے ٹھہر کے دیکھتے ہیں

کسے نصیب کہ بے پیرہن اسے دیکھے

کبھی کبھی در و دیوار گھر کے دیکھتے ہیں

کہانیاں ہی سہی سب مبالغے ہی سہی

اگر وہ خواب ہے تعبیر کر کے دیکھتے ہیں

اب اس کے شہر میں ٹھہریں کہ کوچ کر جائیں

فراز آؤ ستارے سفر کے دیکھتے ہیں

*****************

suna hai log usay aankh bhar k dekhte hain

so us k shahr mein kuch din thahar k dekhte hain

suna hai rabt hai us ko kharab halon se

so apne aap ko ko brbad kr k dekhte hian

suna hai dard ki gahak hai chashm-e-naz us ki

so hum bhi us ki gali se guzar k dekhte hian

suna hai us ko bhi hai shair-o-shairi se shaghaf

so hum bhi moajize apne hunar k dekhte hain

suna hai bole to baton se phool jhadte hain

ye bat hai to chalo bat kr k dekhte hain

suna hai rat use chand takta rahta hai

sitare bam-e-falak se utar k dekhte hain

suna hai din ko use titliyan satati hain

suna hai rat ko jugnu thahar k dekthe hain

suna hai hashar hain us ki ghazal si aankhain

suna hai us ko hiran dasht bhar k dekhte hain

suna hai rat se badh kr hain kakulen us ki

suna hai sham ko saaye guzar k dekhte hain

suan hai us ki siyah-chashmgi qayamat hai

so us ko surma-farosh aah bhar k dekthe hain

suna hai us k labon se gulab jalte hain

so hum bahar pe ilzam dhar k dekhte hain

suan hai aaina timsal hai jabin us ki

jo saada dil hain use ban-sanwar ke dekhte hain

suna hai jab se hamail hain us ki gardan mein

mizaj or hi laal-o-guhar k dekhte hain

suna hai chashm-e-tasawwar se dasht-e-imkan mein

palang zaviye us ki qamar k dekhte hain

suna hai us k badan ki tarash aisi hai

k phool apni qabaen katar k dekhte hain

woh sar-o-qad hai magar be-gul-e-murad nahin

k us shajar pe shagufe samar k dekhte hain

bss ek nigah se lutta hai qafila dil ka

so rah-rawan-e-tamanna bhi dar k dekthe hain

suna hai us ki shabistan se muttasil hai bahisht

makin udhar k bhi jalway idhar k dekhte hain

ruke to gardishen us ka tawaf karti hain

chale tu us ko zamane thahar k dekhte hain

kise nasib ki be-pairahan use dekhe

kabhi kabhi dar-o-diwar ghar k dekhte hain

kahaniyan hi sahi sab mubalghe hi sahi

agar woh khwab hai tabir kr k dekthe hain

ab us k shehar mein thahren k kuuch kr jaain

faraz aao sitare safar k dekhte hain

*****************************

#suan hai log usay aankh bhar k dekhte hain

#suan hai log usya aankh bhar k dekthe hain ahmad faraz ghazal

#suna hai log usay aankh bhar k dekhte hain urdu ghazal

#urdu ghazal suna hai log usay aankh bhar k dekhte hain

#ghazal suna hai log usay aankh bhar k dekhte hain

#suna hai log usay aankh bhar k dekhte hain lyrics urdu

#suna hai log usay aankh bhar k dekhte hain lyrics in urdu

#ahmad faraz ghazal suna hai log usay aankh bhar k dekhte hain

#ahmad faraz ghazals

#ahmad faraz poetry

#ahmad faraz poetry in urdu

#ahmad faraz sad poetry in urdu

#best urdu ghazals

#ghazals in urdu text

#best sad ghazals in urdu text

on our website you can find more beautiful & famous poetry & ghazal like this.

thanks a lot for visiting our website www.sadpoetry.xyz

Post a Comment

0 Comments